Saturday 20 July 2013

LOVE STORY



Full heart touching  love story


DOSTI & LOVE


                                                 DOSTI SHAYARI


Daulat Aur Sohrat sabke Pas Hai,
Khushiya Aur Ghum Sabke Naseeb Mein Hai,
Pyar Aur Nafrat Sabke Dil Mein Hai,
Par Khush-naseeb Hai Hum kyonki Tum Jaisa Dost Hamare Pas me hai...



Pyar Karnewalon ki kismat kharab hoti hai,
Har waqt inteha ki ghadi sath hoti hai,
Waqt mile to rishto ki kitab khol ke dekh lena,
Dosti har rishtey se lajawab hoti hai


Suna hai asar hota hai baaton mein, 
Aap bhi bhul jaoge Do-Chaar mulakaton mein,
Lekin humse bachkar kahan jaoge,

 Aapki dosti ki lakeer hai mere haathon mein

Aapki dosti ki ek nazar chahiye; Dil hai beghar use ek Ghar chahiye
Bas yun hi saath chalte raho ae dost; Yeh Dosti hume umar bhar chahiye


Dosti ke mayne hamse kya puchte ho,
Hum abhi in baton se anjaan hain,
Sirf ek gujarish hai ke bhool na jana hame,
Kyonki aapki dosti hi hamari jaan hai.


Zikar hua jab Khuda ki rehmaton ka,
Hamne khud ko khushnaseeb paya,
Tamanna thi ek pyare se dost ki,
Khuda khud dost bankar chala aaya.


Ajnabi galiyon se hum gujra nahi karte,
dard-e-dil liya aur diya nahi karte,
Ye dosti ka rishta sirf tum se hai,
varna itni baaten hum kisise kiya nahi karte.


Khushiyon par fizaon ka pehra hai,
Na jane kis umeed pe dil thehra hai,
Teri ankhon se jhalakte dard ki kasam,
Yeh dosti ka rishta pyar se gehra hai.


Dil mein ek shor ho raha hai, bina baaton k dil bore ho raha hai,
Kahin aisa tho nahin ke ek pyara sa dost, mujhse door ho raha hai.
                                                                                      








Thursday 18 July 2013

LOVELY


                          shayari & love

Bar bar unki yaad main dil rota hai, Par ish main bhi chahat ka nasha hota hai,Jitna chahe koi bacha le apne aapko,Magar zindagi main pyar ek bar zarur hota hai.....!!!!                                 


 Ek tooti PREM kahani,Fark sirf itna sa hai Uski barat gayi,Iski mayat uthi.Phool us par bhi the,Phool is par bhi the.Mehfil waha bhi thi,Log yaha bhi the.Wo doli pe thi,Yeh janaze pe tha.Unka hasna waha,Inka rona yaha.Saheliya uski bhi thi,Dost iske bhi the.Qazi udhar bhi the,Molvi Idar bhi the.Wo saj k gayi,Ise sajaya gaya.Wo uth k gayi,Ise uthaya gaya.Fark sirf itna sa hai,USE APNAYA GAYA AUR ISE DAFNAYA GAYA.


 Dil ke dard ko chupana kitna mushkil hai,                                    Ro ke phir muskrana kitna mushkil hai,                                          Door tak jab chalo kisi ke sath to phir,                                        Akele laut ke aana kitna mushkil hai.....!!!!   


1 school ko aag lag gai,school k sab bachay door khary hans rahy thy,k chalo ab school nahi ana pade galekin ek bacha udas khada tha Ustaad uss k pas gya aur kaha: Beta tum naik or mehnti student lgty ho!Batao q udaas ho?Bacha rota hua bola Sir school to jal gyaLekinAap to zinda hen. 

 एक  जापानी  अपने  मकान  की  मरम्मत  के लिए   उसकी  दीवार  को  खोल  रहा  था। ज्यादातर  जापानी  घरों  में  लकड़ी  की  दीवारो  के  बीच  जगह होती  है।  जब  वह  लकड़ी  की  इस  दीवार  को  उधेड़  रहा  तो  उसने देखा  कि  वहां  दीवार  में  एक छिपकली  फंसी  हुई  थी। छिपकली  के  एक  पैर  में  कील  ठुकी  हुई  थी। उसने  यह  देखा  और  उसे  छिपकली  पर  रहम आया ।   उसने  इस  मामले  में  उत्सुकता  दिखाई और  गौर  से  उस  छिपकली  के  पैर  में ठुकी  कील  को  देखा। अरे यह  क्या ! यह  तो  वही  कील  है  जो  4 साल  पहले  मकान बनाते  वक्त  ठोकी  गई  थी।  यह  क्या  !!!!क्या  यह  छिपकली  पिछले  4 सालों  से इसी  हालत  से  दो  चार  है ?दीवार  के  अंधेरे  हिस्से  में  बिना  हिले -डुले  पिछले  4  सालों  से !! यह नामुमकिन  है। मेरा  दिमाग  इसको  गवारा  नहीं  कर रहा।  उसे  हैरत  हुई।  यह  छिपकली  पिछले  4सालों  से  आखिर  जिंदा  कैसे  है !!! बिना  एक कदम  हिले -डुले  जबकि  इसके  पैर  में  कील  ठुकी  है !उसने  अपना  काम  रोक  दिया  और  उस छिपकली को  गौर  से  देखने  लगा।  आखिर यह  अब  तक  कैसे  रह  पाई  और क्या  और  किस तरह  की  खुराक  इसे  अब  तक  मिल  पाई।इस  बीच  एक  दूसरी  छिपकली  ना  जाने कहां  से  वहां  आई  जिसके  मुंह  में  खुराक  थी। अरे!!!! यह देखकर  वह अंदर  तक  हिल  गया।यह दूसरी  छिपकली  पिछले  4सालों  से  इस  फंसी  हुई  छिपकली  को  खिलाती  रही।जरा  गौर  कीजिए  वह  दूसरी  छिपकली  बिना  थके  और  अपने साथी  की  उम्मीद   छोड़े  बिना  लगातार  4 साल  से  उसे  खिलाती  रही। आप  अपने  गिरेबां  में  झांकिए  क्या  आप  अपने जीवनसाथी  के  लिए ऐसी  कोशिश कर   सकते  हैं ?    ................................................  

Mere Kuch Dost Mujhe Yoon Bhi Sataane Aaye;            Khud Mujhe Mera Hi Afsaana Sunaane Aaye;            Din Ke Dhalte Hue Lamhon Ki Kiran Wo Lekar;          Mere Tareek-E-Muqaddar Ko Jagaane Aaye!     


Aankhon Mein Na Humko Dhoondo Sanam; 

Dil Mein Hum Bas Jaayenge;

Tamanna Hai Agar Milne Ki Toh;

Band Aankhon Mein Bhi Hum Nazar Aayenge! 

 Dil Ki Aawaz Ko Izhaar Kehte Hain;

Jhuki Nigah Ko Iqrar Kehte Hain;

Sirf Paane Ka Naam Ishq Nahin;

Kuch Khone Ko Bhi Pyar Kehte Hain!     


 Jaisi Hai Teri Tamanna Waise Pyaar Karenge; Har Dhadkan Par Apni Wafa Ka Ikraar Karenge; Jahan Bhi Jaoge Har Kadam Humme Hi Paaoge; Ishq Ke Har Mod Par Tera Intezaar Karenge! 

Jeete The Kabhi Hum Bhi Shaan Se;

Mehek Uthi Thi Fiza Kisi Ke Naam Se;

Guzre Hain Hum Kuchh Aise Makam Se;

Ke Nafrat Ho Gayi Hai Mohabbat Ke Naam Se!  


Kissi Ko Mohabbat Ki Sachai Maar Dalegi;

Kissi Ko Mohabbat Ki Gehrai Maar Dalegi;

Kar Ke Mohabbat Koi Nahi Bachega;

Aur Jo Bachega Usse Tanhai Maar Dalegi!   

Khawabo Ke Ander Zinda Mat Raho;

Balki Apne Ander Khwab Ko Zinda Rakho;

Mahobbat Uss Se Nahi Hoti Jo Khoobsurat Ho;

Khubsoorat Woh Hota Hai Jiss Se Mahobbat Ho!   


Mehfil Mein Kuch To Sunaana Padta Hai;

Apna Gham Bhul Ke Muskuraana Padtaa Hai; 

Kabhi Hum Bhi Unke Dost Hua Karte The;

Ab Ye Humein Unhe Yaad Dilaana Padtaa Hai! 


Yaad Karte Hai Tumhe Tanhai Mein;

Dil Dooba Hai Gam Ki Gehraai Mein;

Hume Mat Dhundna Duniya Ki Bhid Mein Aye Dost;

Hum Milenge Tumhe Tumhari Hi Parchai Mein!


 Taaron Mein Akela Chaad Jagmagata Hai;

Mushquilo Mein Akela Insaan Dagmagata Hai;

Kaate Se Ghabrana Mat Mere Dost;

Kyunki Kaaton Mein Hi Akela Gulab Muskurata Hai!

 

Kaun Kehta Hai Dost, Tumse Hamari Judaai Hogi; 

Yeh Khabar Kisi Aur Ne Uddaie Hogi;

Shaan Se Rahenge Hum Aapke Dil Mein; 

Dosti Ke Iss Khel Mein Humne;Kuch Toh Jagah Banai Hogi!


Main to uljha raha uljhanon ki tarah; 

Doston mein raha dushmanon ki tarah.

Aap pe kurbaan hmari Yaari hai, hanske mar jaane ki Tayyari hai,

Yeh silsila na khatam ho humaari Dosti ka, humne to yaad kar liya ab aapki Baari hai. 


Bade ajeeb hain ye zindagi ke raaste, 

anjane mod par kuchh log dost ban jate hain, 

milne ki khushi de ya na de bichhadne ka gam zarur de jate hain.


Sabne kaha Dosti ek Dard hai, 

Humne kaha Dard kabool hai, 

Subne kaha is Dard ke saath Jee na Paogay, 

Humne kaha teri Dosti ki saath Marna kabool hai